Aye ji maine pucha ho ho maine pucha
Are re re maine pucha aapko huzur kya hua
Wo shan kya hui ki wo garur kya hua
Are re re maine pucha aapko huzur kya hua
Wo shan kya hui ki wo garur kya hua
Aye ji maine pucha aapko
Nikle the bade ban than ke
Takat ke nashe me tan ke
Nikle the bade ban than ke
Takat ke nashe me tan ke
Pala jo pada shero se
To rah gaye chulha ban ke
Badla ye hal bhigi ye chal
Sukhe hai gal kyu
Aye ji maine pucha
Are re re maine pucha aapko huzur kya hua
Wo shan kya hui ki wo garur kya hua
Aye ji maine pucha aapko
Bante hai shikari kache
Lete hai nishane kache
Bante hai shikari kache
Lete hai nishane kache
Hai aapse babu sahib
Hum jaise anadi ache
Ho meharban jab tha guman
Nikli hai jan phir kyu
Aye ji maine pucha
Are re re maine pucha aapko huzur kya hua
Wo shan kya hui ki wo garur kya hua
Aye ji maine pucha aapko
Ab ghar me baitha kijiye
Or dal pakaya kijiye
Ab ghar me baitha kijiye
Or dal pakaya kijiye
Ghunghat me chpuake mukhda
Mucho ka safaya kijiye
Oho janab mukhda gulab
Jal kar kabab hai kyu
Aye ji maine pucha
Are re re maine pucha aapko huzur kya hua
Wo shan kya hui ki wo garur kya hua
Are re re maine pucha aapko huzur kya hua
Wo shan kya hui ki wo garur kya hua
Aye ji maine pucha aapko.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Amit Kumar
Alka Yagnik, Chetan Shashital, Shailendra Singh
Anuradha Paudwal
Alka Yagnik, Shailendra Singh
Salma Agha
Suresh Wadkar