Jaako raakhe saayian mar na sake koi
Bal na bika ho sake jo jag bairi ho
Haye, mare tujh pe duniya sari
Aur pichha kare shikari
Gori fans nahi jana kahi jal me
Fans nahi jana gori jal me
Fans nahi jana gori jal me
Fans nahi jana gori jal me
Mare tujh pe duniya sari
Aur pichha kare shikari
Gori fans nahi jana kahi jal me
Fans nahi jana gori jal me
Tan ke ujle hai man ke kale hai
Papi hai dekho ji duniya wale
Unke dilo me zahar bhara hai
Dekhne me hai bhole bhale ha
Aa nahi jana inki chal me
Fans nahi jana gori jal me
Mare tujh pe duniya sari
Aur pichha kare shikari
Gori fans nahi jana kahi jal me
Fans nahi jana gori jal me
O fans nahi jana gori jal me
Fans nahi jana gori jal me
Lakh ye duniya ji dale ghere
Upar wala sath hai tere
Bal na baka hoga tera
Chahe zamana aake ghere
Dhokha na khana kisi hal me
Fans nahi jana gori jal me
O fans nahi jana gori jal me
Fans nahi jana gori jal me
Kismat ke dekho da nirale hai
Bazi hare hai jitne wale
Phutega aisa pap ka bhanda
Jalimo ke honge muh kale
Khud hi fasenge bairi jal me
Fans nahi jana gori jal me.
Mohammed Rafi
G. M. Durrani, Mohammed Rafi, Nirmala Devi
Shamshad Begum
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)