Yeah
Baat koi matlab ki hai zaroor
Nahin to kab aate idhar huzoor
Baat koi matlab ki hai zaroor
Nahin to kab aate idhar huzoor
Kyun ho ji ghabraaye
Sar jhukaaye sharmaaye
Kyun ho ji ghabraaye
Sar jhukaaye sharmaaye
Hum gareebon mein aaye
Thhaa tumhe to bada guroor
Baat koi matlab ki hai zaroor
Nahin to kab aate idhar huzoor
Baat koi matlab ki hai zaroor
Nahin to kab aate idhar huzoor
Kuchh karte aur kuchh kehte
Hum kabhi aise nahin thhe
Kuchh karte aur kuchh kehte
Hum kabhi aise nahin thhe
Haan jee ultey tum hi thhe
Dilbari ke nashe mein choor
Baat koi matlab ki hai zaroor
Nahin to kab aate idhar huzoor
Baat koi matlab ki hai zaroor
Nahin to kab aate idhar huzoor
Yeah
Koi jeete koi haare
Ye to duniya hai pyaare
Koi jeete koi haare
Ye to duniya hai pyaare
Paas aao hamaare
Kaahe baithhe ho itne door
Baat koi matlab ki hai zaroor
Nahin to kab aate idhar huzoor
Baat koi matlab ki hai zaroor
Nahin to kab aate idhar huzoor.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)