Bada hi pyara maika
Bada hi pyara maika
Par piya bin raha nahi jaye
Main sharmau dil ghabraye
Main sharmau dil ghabraye
Babul se bhi kaha nahi jaye
Bada hi pyara maika
Bada hi pyara maika
Par piya bin raha nahi jaye
Main sharmau dil ghabraye
Main sharmau dil ghabraye
Babul se bhi kaha nahi jaye
Bada hi pyara maika
Baat hai kal ki
Bachpan ki galiyo ko chod ke aayi
Chadti umar mausam ki masti
Leke main tan mein aayi
Gaw gali panghat charahe
Dhum machane aayi
Bhul ke babul ko mai
Apne piya ko bhai
Apne piya ko bhai
Sajan se koi kahde
Ab der na lagaye
Ram kasam der piya ki
Ram kasam der piya ki
Ab to sahi na jaye
Bada hi pyara maika
Shishe mein jab chehra dekhu
Yad piya ki aaye
Kaise mere rup ke andar
Uska rup shamaye
Rang ude murjhaye tan sara
Or pasina aaye
Bhige tane me agan lage to
Usko kon bujhaye
Usko kon bujhaye
Nind nahi aaye
Nind nahi aaye
Kariyo ko upay
Bhor bhaye jab lu angdayi
Bhor bhaye jab lu angdayi
Dard ye saha nahi jaye
Bada hi pyara maika
Kab se sunti aayi hu mai
Sapno mein sahnayi
Tabse kismat lage meri
Jabse piya man bhaye
Barso pahle jo dua mangi
Aaj safal ho payi
Man gaye usne ghar wale
Lahre khushi ki chai
Lahre khushi ki chai
Piya se koi kah do
Piya se koi kah do
Sehra bandh ke aaye
Saath leke aaye barati
Saath leke aaye barati
Doli mein mujhe le jaye
Bada hi pyara maika
Bada hi pyara maika
Par piya bin raha nahi jaye
Main sharmau dil ghabraye
Main sharmau dil ghabraye
Babul se bhi kaha nahi jaye
Bada hi pyara maika.
Amit Kumar, Asha Bhosle
Anwar Hussain, Khan Sahab, Mohammed Rafi, Nasim Chopra, Shobha Gurtu
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi