Pyar karne se pahle jaruri hai ye
Pyar karne se pahle jaruri hai ye
Mai tujhe jan lu tu mujhe jan le
Pyar ki to koi bhi kasauti nahi
Pyar ki to koi bhi kasauti nahi
Meri tarah tu bhi sach man le
Pyar ki to koi bhi kasauti nahi
Khel nahi hai mohabbat nibhana
Soch samjh kar kadam badhana
Khel nahi hai mohabbat nibhana
Soch samjh kar kadam badhana
Mumkin hai ye jamana bahane
Sathi nahi hai tera man jana
Pas aane se pahle jaruri hai ye
Mai tujhe jan lu tu mujhe jan le
Pyar ki to koi bhi kasauti nahi
Meri tarah tu bhi sach man le
Pyar ki to koi bhi kasauti nahi
Jamane ki bate abhi na sunao
Jaha ko bhula kar mere pas aao
Jamane ki bate abhi na sunao
Jaha ko bhula kar mere pas aao
Satao rulao ya koi jurm dhao
Magar hai kasam abhi nahi dur jao
Aaj duri rahe na koi bich me
Aaj duri rahe na koi bich me
Ab to yar mera kahna man le
Pyar karne se pahle jaruri hai ye
Mai tujhe jan lu tu mujhe jan le
Pyar karne se pahle jaruri hai ye
Dil ki lagi ye kabhi kam na ho
Koi ho thikana koi bhi janam ho
Dil ki lagi ye kabhi kam na ho
Koi ho thikana koi bhi janam ho
Mohabbat ki meri kahani hamesha
Tumhi se suru ho tumhi pe khatam ho
Man ki halat kaha tak juba se kahu
Man ki halat kaha tak juba se kahu
Meri aankho ki bhasha jara pahchan le
Pyar karne se pahle jaruri hai ye
Mai tujhe jan lu tu mujhe jan le
Pyar ki to koi bhi kasauti nahi
Meri tarah tu bhi sach man le
Pyar ki to koi bhi kasauti nahi.
Amit Kumar, Asha Bhosle
Anwar Hussain, Khan Sahab, Mohammed Rafi, Nasim Chopra, Shobha Gurtu
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar