Badal ki palaki pe ho ke sawaar
Aaj aane wali hai barsaat
Balam zara hone do pyar bhari baat
Badal ki palaki pe ho ke sawaar
Aaj aane wali hai barsaat
Balam zara hone do pyar bhari baat
Thandi thandi hawaao ke saath
Thandi thandi hawaao ke saath
Lo ho gayi pyar ke
Mausam ki shuruwat
Ho gori zara hone do
Mithhi mithhi baat
Badal ki palaki pe ho ke sawaar
Aaj aane wali hai barsaat
Balam zara hone do
pyar bhari baat
Lele ke thumkiya
jhoom rahi hai daaliya
Ho jhoom rahi hai daaliya
Naazuk badan mera
Lachak lachak jaaye re
Naazuk badan mera
Lachak lachak jaaye re
Patte bajaaye taaliya
Jaisa hai jaadu bhara
Aaj ka din gori waisi
Bana do meri raat
Balam zara hone
Do pyar bhari baat
Badal ki palaki pe ho ke sawaar
Aaj aane wali hai barsaat
Balam zara hone
Do pyar bhari baat
Ham aur tum dono
Piya bhitar se ek hai
Ham aur tum dono
Piya bhitar se ek hai
Baahar se dekha me do
Ho do dil se dil ka mel rahe
To gori kabhi na bichhadna ho
Ho piya kabhi na bichhadna ho
Do tumhari do hamari
Chaaro ankhiya ki pyari
Aao ham karaaye mulaaqat
Balam zara hone do pyar bhari baat
Badal ki palaki pe ho ke sawaar
Aaj aane wali hai barsaat
Balam zara hone do
Pyar bhari baat ho ke sawaar.
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Shamshad Begum
Mohammed Rafi