Bura hua jo inse hamare
Naina lad gaye ji
Bura hua jo inse hamare
Naina lad gaye ji
Banke musibat ye to hamare
Pichhe pad gaye ji
Mistar bhawre sambhal kar rahna
Kaliya chubhoye kate
Dhire se bol moti malaniya
Muh pe degi chate
Dhire se bol moti malaniya
Muh pe degi chate
Bag ke rahna muskil hai
Sayyad bigad gaye ji
Bura hua jo inse hamare
Naina lad gaye ji
Banke musibat ye to hamare
Pichhe pad gaye ji
Bura hua jo inse hamare
Naina lad gaye ji
Bhawro gulshan khali kar do
Aur kahi tum jakar raho
Sar pe peti rakh ke bhago
Boriya bistar gol karo
Sar pe peti rakh ke bhago
Boriya bistar gol karo
Tumko dil ki kholi dekar
Hum to rakhad gaye ji
Bura hua jo inse hamare
Naina lad gaye ji
Ham budhu vyopari
Ghar se aaye nafa kamane
Ham budhu vyopari
Ghar se aaye nafa kamane
Sawa rupaiye ki shishi tumko
Dedi cha cha aane
Sawa rupaiye ki shishi tumko
Dedi cha cha aane
Ab ye dandha hum na karenge
Kan pakad gaye ji
Bura hua jo inse hamare
Naina lad gaye ji
Jyotishio kya tumne
Apne hatho ko bhi dekha
Jyotishio kya tumne
Apne hatho ko bhi dekha
In hatho mein najar na aayi
Hamko pyar ki rekha
In hatho mein najar na aayi
Hamko pyar ki rekha
Kya tumpe shani ka saya hai
Aji ketu beech mein aaya hai
Rahu ne rang jamaya hai
Mangal ne nach nachaya hai
Ye antar dasha ki maya hai
Ham to mar gaye lagan shtan me
Milenge hum tumse shamshan se
Aaj hamare unche sitare
Khaddo mein pad gaye ji
Bura hua jo inse hamare
Naina lad gaye ji.
Mohammed Rafi
G. M. Durrani, Trilok Kapoor
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Asha Bhosle, Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Udit Narayan
Alka Yagnik, Udit Narayan
Udit Narayan
Aroon Bakshi, Vinod Rathod
Alka Yagnik
Sushma Shrestha (Poornima)
Jyotsna Hardikar, Udit Narayan