Bahut achhe lago to
Bahut achhe lago to jan keh loon
Ijazat do ijazat do ijazat do
Tumhe imaan keh loon
Bahut achhe lago to jan keh loon
Ijazat do tumhe imaan keh loon
Bahut achhe lago to
Akele mein tum kabhi khud
Se sharmate to hoge
Akele mein kabhi tum khud
Se sharmate to hoge
Mujhi ko soch kar tum
Muskura dete ho hoge
Tumhari muskurahat ko
Agar ehsaan keh loon
Bahut achhe lago to bahut
Achhe lago to jan keh loon
Ijazat do tumhe imaan keh loon
Bahut achhe lago to
Nigaho mein ye nazar jab
Tumhe aadab kehti hai
Nigaho mein ye nazar jab
Tumhe aadab kehti hai
Mujhe malum hai kya
Aarzu betab rahti hai
Tumhari aarzu ko mai
Agar beimaan keh loon
Bahut achhe lago to
Bahut achhe lago to jan keh loon
Ijazat do tumhe imaan keh loon
Bahut achhe lago to
Karib aakar tum suno
Sanse kiska naam leti hai
Karib aakar suno to
Sanse kiska naam leti hai
Labo se jab gire aahe
To sanse tham leti hai
Surili sans ko apni
Agar pahchan keh loon
Bahut achhe lago to
Bahut achhe lago to jan keh loon
Ijazat do tumhe imaan keh loon
Bahut achhe lago to.
Asha Bhosle
Hemanta Kumar Mukhopadhyay