Bhari mehfil mein
Ishare se bulya kijey
Nazar pe nazar rakh ke
Aankh milaya kijey
Tere gale se lag ke
Akeli raat jawan ho gayi
Tere labo ko chhu ke
Laga ki baat jawan ho gayi
Labo ke nigahon se sunya kijey
Nazar pe nazar rakh ke
Aankh milaya kijey
Bhari mehfil mein ishare se bulya kijey
Nazar pe nazar rakh ke
Aankh milaya kijey
Koi na dekhe dil iraade
Kore kaware hotho ke wade
Koi na dekhe dil iraade
Kore kaware hotho ke wade
Kaap rahi hai husn ke aage
Koi to uski shama bhujha de
Bujh ke shma kabhi
Dil bhi jalaya kijey
Nazar pe nazar rakh ke
Aankh milaya kijey
Bhari mehfil mein
Ishare se bulya kijey
Nazar pe nazar rakh ke
Aankh milaya kijey
Aur sunehari hone lagi hai
Parchhiya jaam ki
Aise mein koi kaise guzare
Tanhaiya shaam ki
Dabi palko se fasano
Ko chhupaya kijey
Nazar pe nazar rakh ke
Aankh milaya kijey
Bhari mehfil mein
Ishare se bulya kijey
Nazar pe nazar rakh ke
Aankh milaya kijey.
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)