Hay re hay kya kiya jay
Aiso se toh ram bachaye
Bambai ke yeh babu
Dil lene dene aaye
Ki inse ram bachaye han
Inse ram bachaye
Inse toh ram bachaye
Bambai ke yeh babu
Dil lene dene aaye ki
Inse ram bachaye
Jara inse bach ke rahna
Badnami ho naa jaye
Ki inse ram bachaye han
Inse ram bachaye
Inse toh ram bachaye
Rup ke yeh rasiya aaye
Hain apne ganv me
Rahane ko julfo ki chhanv me
Rup ke yeh rasiya aaye
Hain apne ganv me
Rahane ko julfo ki chhanv me
Ban than ke roj yeh aaye
Kabhi pyar ke gane gaye
Dil ko sambhale kaise
Koyi jab pichhe hi pad jaye
Ki inse ram bachaye ha
Inse ram bachaye
Inse toh ram bachaye
Bambai ke yeh babu
Dil lene dene aaye
Ki inse ram bachaye
Tank jhank karna inka toh
Pahla kam hai aiso
Ko dur se salam hai
Tank jhank karna inka toh
Pahla kam hai aiso
Ko dur se salam hai
Chhup chhup ke dore
Dale chale ulati sidhi chale
Ghur ke jab yeh dekhe
Chhuri si dil par chal chal jaye
Ki inse ram bachaye ha
Inse ram bachaye
Inse toh ram bachaye
Bambai ke yeh babu
Dil lene dene aaye ki
Inse ram bachaye
Aitbar inka karna naa kabhi bhul
Ke kante milenge badle phul ke
Aitbar inka karna naa kabhi bhul
Ke kante milenge badle phul ke
Bante hain dekho kaise
Ki ho bhole bhale jaise
Aag lagaye dil me kisi
Ko khabar naa hone paye
Ki inse ram bachaye ha
Inse ram bachaye
Inse toh ram bachaye
Bambai ke yeh babu
Dil lene dene aaye
Ki inse ram bachaye ha
Inse ram bachaye
Inse toh ram bachaye.
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar
Kishore Kumar