Bhaiya bhi tu hai mera babul bhi tu hai
Dono risto ki laz nibhana
Bhaiya bhi tu hai mera babul bhi tu hai
Dono risto ki laz nibhana
Ghar se wida karke dil se
Tum apne mujhe kabhi na bhulana
Bhiaya bhi tu hai mera babul bhi tu hai
Dono risto ki laz nibhana
Ghar se wida karke dil se
Tum apne mujhe kabhi na bhulana
Bhaiya bhi tu hai mera babul bhi tu hai
Sone ki thali mein khila ya hai tune
Phulo pe muijhko sulaya
Pairo ke niche mere kaliya bichayi
Sar pe rakha apna saya
Sare jaha me kaha tujhsa milega
Koi bhi apna begana
Bhaiya bhi tu hai mera babul bhi tu hai
Dono risto ki laz nibhana
Angana mein tere maine bachpan se ab tak
Ji bhar ke ki hai manmani
Thoda sa baki tere ghar mein bacha hai
Ab to mera dana pani
Ho main teri duniya se jab door jau
Yado ke deepak jalana
Bhaiya bhi tu hai mera babul bhi tu hai
Dono risto ki laz nibhana
Ghar se wida karke dil se
Tum apne mujhe kabhi na bhulana
Bhaiya bhi tu hai mera babul bhi tu hai
Bhaiya bhi tu hai mera babul bhi tu hai.
Shabbir Kumar
Asha Bhosle
Sadhana Sargam
Asha Bhosle