Baiya ke hath mein bahana ki laaz hain
Bahana ke jeevan ke liye vardaan mila hain
Bhai ki surat mein hi bhagwan mila hain
Bahana ke jeevan ke liye vardaan mila hain
Bhai ki surat mein hi bhagwan mila hain
Bhaiya ke hath mein bahna ki laaz hain
Datta ka ye mandir bahna
Khali na lautayega
Dil ke dobi jo mangoge
Tumko mil jayega
Kush ho ke mujhse kabhi
Jo puche mera krishan kanihya
Itna main mangu jab bhi janm loon
Tujhsa mile baiya
Bahna ke hath mein baiya ki laaz hain
Baiya ke jeevan ke liye vardaan mila hain
Bahna ki surat mein hi bhagwan mila hain
Bahna ke hath mein baiya ki laaz hain
Dulhan banegi dholi
Chadegi apni bahna pyari
Honge judaa jab denge vida hum
Royegi aankh humari aa
Roye tum agar chodd ke
Apna ghar main na kahi jaungi
Tumhari sath payi hai
Jo khushiya kaha paungi
Bhaiya ke hath mein bahna ki laaz hain
Bahana ke jeevan ke liye vardaan mila hain
Bhai ki surat mein hi bhagwan mila hain
Bhaiya ke hath mein bahna ki laaz hain.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Bappi Lahiri
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle