Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil mein samaya
Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil mein samaya
Yaad mein uski raat ko roye
Na wo soya na ham soye
Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil mein samaya
Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil mein samaya
Yaad mein uski raat ko roye
Na wo soya na ham soye
Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil me samaya
Zindagi ke mod pe ham mile is tarah
Jaise ek musafir puche duje ka pata
Zindagi ke mod pe ham mile is tarah
Jaise ek musafir puche duje ka pata
Dekh ke soch ab kaha jana
Yahi hain manzil yahi hain thikana
Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil mein samaya
Yaad me uski raat ko roye
Na wo soya na ham soye
Jine ko to ab tak jiye the akele
Achhe kaha lagte the duniya ke mele
Jine ko to ab tak jiye the akele
Achhe kaha lagte the duniya ke mele
Sathi bina zindagi saja hain
Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil mein samaya
Yaad mein uski raat ko roye
Na wo soya na ham soye
Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil mein samaya
Aaj unse mulakat apni hain duji
Milne ki dobara janae kyu sujhi
Aaj unse mulakat apni hain duji
Milne ki dobara janae kyu sujhi
Kyu na mulakat aage badale
Apna apna dard mitale
Aankhe mili to dil mein samaya
Yaad mein uski raat ko roye
Na wo soya na ham soye
Aankhe mili to dil mein samaya.
Kishore Kumar
Amit Kumar, Asha Bhosle
Amit Kumar, Kishore Kumar
Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Kishore Kumar
Asha Bhosle