Bheegi bheegi hawa sokh dhara
Sath bahta chala hai kinara
Manzil ki parwah hi kya hai
Tu agar humsafar hai humara
Bheegi bheegi hawa sokh dhara
Mil le ki koi na pahchan paye
To yeh bekhudi bi khata hai
Mein hu kisi ki yeh dil hai kisi ka
Itna hi mujhko pata hai
Itna hi mujhko pata hai
Keh raha kya sama pyara pyara
Kyu na samjhe mausam ka ishara
Manzil ki parwah hi kya hai
Tu agar humsafar hai humara
Bheegi bheegi hawa sokh dhara
Chahat mein deewanapan ke nisa mein
Yahi khoyi khoyi nazar hai
Mein wo nahi hu ki tu wo nahi hai
Phir kyu bta bekhabar hai
Mein wo nahi hu ki tu wo nahi hai
Phir kyu bata bekhabar hai
Phir kyu bata bekhabar hai
Pyar mein hosh kyu ho gawara
Wo nazar ban gayi hai nazara
Manzil ki parwah hi kya hai
Tu agar humsafar hai humara
Bheegi bheegi hawa sokh dhara
Tu apne dil se zara puchh to le
Kyu mera bharosa nahi hai
Yeh kya gazab hai kaisa sitam hai
Mein hu kahi tu kahi hai
Yeh kya gazab hai kaisa sitam hai
Mein hu kahi tu kahi hai
Mein hu kahi tu kahi hai
Yu tadap kar kisi ne pukara
Mil gaya dil ko dil ka shara
Manzil ki parwah hi kya hai
Tu agar humsafar hai humara.
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi