Aaye ho to jaane ka
Bahaana na milega
Is dil ke siwa koi
Thikaana na milega
Aaye ho to jaane ka
Bahaana na milega
Is dil ke siwa koi
Thikaana na milega
Zulfon ke machalte huye
Ghere na milenge
Palkon ke lachakte ye
Andhere na milenge
Zulfon ke machalte
Huye ghere na milenge
Palkon ke lachakte ye
Andhere na milenge
Saanson ka
Saanson ka mehakta
Ye taraana na milega
Is dil ke siwa koi
Thikaana na milega
Aaye ho to jaane ka
Bahaana na milega
Is dil ke siwa koi
Thikaana na milega
Paaoge kisi aur mein
Ye baat kahaan se
Mil jaayenge har baar
Ye din raat kahaan se
Paaoge kisi aur mein
Ye baat kahaan se
Mil jaayenge har baar
Ye din raat kahaan se
Dhoondhe se
Dhoondhe se ye rangeen
Zamana na milega
Is dil ke siwa koi
Thikaana na milega
Aaye ho to jaane ka
Bahaana na milega
Is dil ke siwa koi
Thikaana na milega
Dil de ke tumhen dil ka
Taqaaza na karenge
Tum jaan bhi maangoge
To hum naa na karenge
Dil de ke tumhen dil ka
Taqaaza na karenge
Tum jaan bhi maangoge
To hum naa na karenge
Hum sa bhi
Hum sa bhi tumhen koi
Deewana na milega
Is dil ke siwa koi
Thikaana na milega
Aaye ho to jaane ka
Bahaana na milega
Is dil ke siwa koi
Thikaana na milega.
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi