Bholi surat wala
Bholi surat wala
Dil ka nikla kala
Raat mein daka dala
Dauda jinka tala
Haye haye ye kya gajab kar dala
Re zulmi dil wala
Haye haye ye kya gajab kar dala
Re zulmi dil wala
Nakhre wali gori
Chhamak chhallo chhori
Karke jora jori kar gayi dil ki chori
Haye haye dil mera aise uchhala
Jeete jee maar dala
Haye haye ye kya gajab kar dala
Re zulmi dil wala
Thane jake teri main rapat likhaungi
Thane jake teri main rapat likhaungi
Keh ke daroga jee se saja dilvaungi
Dil ki to chori koi chori nahi hoti
Iski rapat kahi gori nahi hoti
Kis se pad gaya pala
Kis chakkar mein dala
Haye haye ye kya gajab kar dala
Re zulmi dil wala
Haye haye ye kya gajab kar dala
Re zulmi dil wala
Nakhre wali gori
Chhamak chhallo chhori
Karke jora jori kar gayi dil ki chori
Haye haye dil mera aise uchhala
Jeete jee maar dala
Haye haye ye kya gajab kar dala
Re zulmi dil wala
Baja baja ke gori doli leke aaunga
Baja baja ke gori doli leke aaunga
Shadi ka joda tujhe main hi pehnaunga
Fere to tere sang main na lagaungi
Doli leke aayenga to ghar se bhag jaungi
Tere bina na mar jaunga
Teri sautan main launga
Na na aisa sitam mat dhala
Mana re maine mana
Tu banega mera hi ghar wala
Sautan ka muh kala.
G. M. Durrani, Shamshad Begum
Meena Kapoor
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Ram Kamlani
Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali
Ram Kamlani, Shamshad Begum
G. M. Durrani, Shamshad Begum
Mohammed Rafi
Jayashree Shivaram, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Jayashree Shivaram, Mohammed Aziz, Om Prakash Sharma, Suresh Wadkar
Jayshree Shivram, Suresh Wadkar
Kumar Sanu