Rajai Bin Ratiyan - Ghar Ki Izzat lyrics | Ghar Ki Izzat - Rajai Bin Ratiyan lyrics

Rajai Bin Ratiyan is a hindi song from the 1994 movie Ghar Ki Izzat. Rajai Bin Ratiyan singers are Jayashree Shivaram, Usha Mangeshkar. Rajai Bin Ratiyan composer is Amar Biswas, Utpal Biswas and Rajai Bin Ratiyan lyricist or song writer is Anjaan. Rajai Bin Ratiyan music director is Amar Biswas, Utpal Biswas. Rajai Bin Ratiyan features Jeetendra, Rishi Kapoor, Juhi Chawla, Anita Raaj, Asha Parekh, Kader Khan, Shakti Kapoo. Rajai Bin Ratiyan director is and the producer is . The audio of Rajai Bin Ratiyan song was released on 16th December, 1994 by null. Rajai Bin Ratiyan YouTube video song can be watched above.


Kaise kate kaise kate
Kaise kate ho rama kaise kate
Rajai bin ratiyan kaise kati
Rajai bin ratiyan kaise kati
Kaise kate ho rama kaise kate
Rajai bin ratiyan kaise kati
Rajai bin ratiyan kaise kati
Solah baras jiska dekha tha sapna
Ab ke baras ka to hoga wo sajna
Ek pal na chhodega
Ek pal na chhodega balma bedardi
Phir paas aayegi aise wo shardi
Phir paas aayegi aise wo shardi
Aise kati ho rama aise kati
Rajai bin ratiyan aise kati
Rajai bin ratiyan aise kati


Kaise kate kaise kate
Kaise kate ho rama kaise kate
Rajai bin ratiyan kaise kati
Rajai bin ratiyan kaise kati
Balma ka bangala hai bangale pe ghadi
Ser karayega balma anadi
Garba laga ke
Garba laga ke pakad ke ye baiya
Pam pam bajayega wo zulmi saiya
Pam pam bajayega wo zulmi saiya
Aise kati ho rama aise kati
Rajai bin ratiyan aise kati
Rajai bin ratiyan aise kati


Kaise kate kaise kate
Kaise kate ho rama kaise kate
Rajai bin ratiyan kaise kati
Rajai bin ratiyan kaise kati
Masti ke mele wo mele mein jhule
Jhule pe sudbudh zamane ke bhule
Lage disambar mayi ka mahina
Bhule se balma badan ye jo chhule
Bhule se balma badan ye jo chhule
Aise kati ho rama aise kati
Rajai bin ratiyan aise kati
Rajai bin ratiyan aise kati


Kaise kate kaise kate
Kaise kate ho rama kaise kate
Rajai bin ratiyan kaise kati
Rajai bin ratiyan kaise kati
Ek roj phir dard aisa uthega
Jo na kisi bhi dawa se mitega
Ye soch ke tan se
Ye soch ke tan se chhute pasina
Kaise katega re hona mahina
Kaise katega re hona mahina
Aise kati ho rama aise kati
Rajai bin ratiyan aise kati
Rajai bin ratiyan aise kati
Rajai bin ratiyan aise kati
Rajai bin haye haye aise kati
Rajai bin ratiyan aise kati
Rajai bin ui mui aise kati
Rajai bin ratiyan aise kati
Rajai bin haye ram aise kati.



Movie/album: Ghar Ki Izzat
Singers: Jayashree Shivaram, Usha Mangeshkar
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Amar Biswas, Utpal Biswas
Music Director: Amar Biswas, Utpal Biswas
Music Label: null
Starring: Jeetendra, Rishi Kapoor, Juhi Chawla, Anita Raaj, Asha Parekh, Kader Khan, Shakti Kapoo
Release on: 16th December, 1994
1. Who is the music director of the song Rajai Bin Ratiyan
Ans: Rajai Bin Ratiyan song music director is Amar Biswas, Utpal Biswas
2. Who is/are the singer/singers of the song Rajai Bin Ratiyan
Ans: Rajai Bin Ratiyan song singers are Jayashree Shivaram, Usha Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Rajai Bin Ratiyan
Ans: Rajai Bin Ratiyan song composer is Amar Biswas, Utpal Biswas
4. Who is the Lyricist of the song Rajai Bin Ratiyan
Ans: Rajai Bin Ratiyan song lyricist is Anjaan
5. What is the movie of the song Rajai Bin Ratiyan
Ans: Rajai Bin Ratiyan song is from Ghar Ki Izzat
6. Who wrote the song Rajai Bin Ratiyan
Ans: Rajai Bin Ratiyan song is written by Anjaan

Find other songs in - Ghar Ki Izzat

1
Taaron Ki Toliyon Pe

G. M. Durrani, Shamshad Begum

3
Sari Duniya Ke Sartaj

Shamshad Begum

4
Meri Duniya Ke Garibo

Shamshad Begum

5
Fariyad Meri Sun Le

Shamshad Begum

6
Bane Hain Hum

Ram Kamlani

7
Baag Mein Koyaliya

Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali

8
Aankho Se Aankho Ko

Ram Kamlani, Shamshad Begum

9
Bahut Betaqalluf

G. M. Durrani, Shamshad Begum

10
Wah Re Zamane

Mohammed Rafi

11
Mausam Ye Suhana Hai

Asha Bhosle, Suresh Wadkar

12
Bholi Surat Wala

Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz

13
Bhaiya Mere Ram

Jayashree Shivaram, Mohammed Aziz, Om Prakash Sharma, Suresh Wadkar

14
Main Tumse Pyar Karta Hu

Jayshree Shivram, Suresh Wadkar

15
Bewafa Ho Tum

Kumar Sanu