Chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche
Chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche
He dandiye ki rat hai
Ho ho he dandiye ki raat hai
Sathiyo ka saath hai
Chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche
Chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche
Ho dandiye ki raat hai
Ho ho ho dandiye ki raat hai
Sathiyo ka sath hai
Chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche
Chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche
Jhoom ke, jhoom ke sab
Sur tal mein nacho
Kuchh bhi ho har halme nacho
Jhoom ke jhoom ke sab
Sur tal mein nacho
Kuchh bhi ho har halme nacho
Pahel mein nahin
To chal mein nacho
Hum ki kya bat hai
Chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche
O chal chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche
Hum satranj ke mohre sare
Mohre sare
Hum satranj ke mohre sare
Koi jite koi hare, koi hare
Apne hath nahin kuchh pyare
Apne hath nahin kuchh pyare
Sab kismat ke hath re halo halo
Chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche
O chal chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche
Dhoom machi hai hum
Yaaro ki yaaro ki
Dhoom machi hai hum yaro ki
Khidkiya khul gayi
Chobaro ki chobaro ki
Khidkiya khul gayi chobaro ki
Jhil mil ambar ke taro ki
Jhil mil ambar ke taro ki
Nikli dekho barat hai
O chal chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche
A halo chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche
He dandiye ki raat hai ho ho ho
He dandiye ki raat hai
Saathiyo ka saath hai
Chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche a chal
Chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche halo halo
Chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche
Chal aage aur dekh pichhe
Utra hain chand niche.
S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod
S. P. Balasubrahmanyam