Mushkil mein hain kaun kisika
Samjho is raaz ko
Mushkil mein hain kaun kisika
Samjho is raaz ko
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko awaz do
Mushkil mein hain kaun kisika
Samjho is raaz ko
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko awaz do
Mushkil mein hai kaun kisika
Jeene ka na shok rahe to
Kya rakha hain jeene mein
Jeene ka na shok rahe to
Kya rakha hain jeene mein
Ek kaidi ki tarah pada hai
Kab se yeh dil sine mein
Pinjare ka darwaja todo
Panchhi ko parwaz do
Lekar apna naam kabhi tum
Khud ko awaaz do
Mushkil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko
Mushkil mein hain kaun kisi ka
Dosto yeh zindagi
Ek imathan hain
Dosto yeh zindagi
Ek imathan hain
O jeene walo zindagi
Ko ek andaaz do
Jeena to mushkil hai
Marana asan hain
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko awaz do
Mushkil mein hai kaun kisika
Samjho is raaz ko
Mushkil mein hai kaun kisika
Samjho is raaz ko
Aur nahin to kaam se kam
Itni to taklif karo
Logo ki tareefo mein
Kabhi apni bhi tareef karo
Sabse to tum khush ho
Apne aap se kyun naraaz ho
Lekar apna naam kabhi tum
Khud ko awaz do
Mushkil mein hain kaun kisi ka
Samjho is raaz ko
Lekar apna naam kabhi tum
Khud ko awaz do.
Kavita Krishnamurthy, Sudesh Bhonsle
S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod