Chand ka tika pad gaya phika
Dekh ke surat yaar ki
Jau kidhar me dil ke ghar me
Aag lagi hai pyar ki
Jhut na bolo jhut na bolu
Chand ka tika pad gaya phika
Dekh ke surat yaar ki
Jau kidhar me dil ke ghar me
Aag lagi hai pyar ki
Rate murado wali din hai baharo wale
Dekho dekho na hume ghur ghur ke
Yu hume ghur ghur ke
Banke bedardi hath leke hamara harday
Aise chhedo na hume dur dur se
O hume dur dur se
Humko sataoge bade pachhtaoge
Humko sataoge bade pachhtaoge
Aahe bharoge din rat re
Jhut na bolo jhut na bolu
Chand ka tika pad gaya phika
Dekh ke surat yaar ki
Jau kidhar me dil ke ghar me
Aag lagi hai pyar ki
Aankho me gujre sari rat
Shola dhadke dil bhi dhadke
Uchhle do do hath re
Kaise bhujau re kaise chhupau re
Chhipti nahi hai dil ki bat re
Jhut na bolo jhut na bolu
Chand ka tika pad gaya phika
Dekh ke surat yaar ki
Jau kidhar me dil ke ghar me
Aag lagi hai pyar ki.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
Kishore Kumar