O mann re na gham kariye
Aansu banege sitare
Zudai me dil ke sahare
O mann re na gham kariye
Aansu banege sitare
Zudai me dil ke sahare
Bichhadke bhi
Humse jaha bhi rahe
Wo rahenge hamare
O mann re na gham kariye
Aansu banege sitare
Zudai me dil ke sahare
O jidhar se wo jaye aakash
Pairo me kaliya bichha de
Jaha rat ho koi chhupke
Se raho pe dipak jala de
Jo raho phule to
Manjil unko pukare
O mann re na gham kariye
Aansu banege sitare
Zudai me dil ke sahare
Gira hai andhera to jagmag
Sunhala savera bhi hoga
Bahkte chaman me mahkti
Baharo ka savera bhi hoga
Gira hai andhera to jagmag
Sunhala savera bhi hoga
Bahkte chaman me mahkti
Baharo ka savera bhi hoga
Jo lauti hai sanse to
Lautenge din bhi hamare
Jo lauti hai sanse to
Lautenge din bhi hamare
O mann re na gham kariye
Aansu banege sitare
Zudai me dil ke sahare.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Usha Mangeshkar