Chhup ja chand sitaron ki niyat thik nahi
Chhup ja chand sitaron ki niyat thik nahi
Aaj ki raat nazaro ki niyat thik nahi
Bachna ae yaar jara inse,
Yaaro ki niyat thik nahi
Chhup ja chand
Chhup ja chand sitaron ki niyat thik nahi
Meri mahfil se mere deewane chala ja
Meri mahfil se mere deewane chala ja
Apno mein aa baithe hai begane chala ja
Shama ishara karti hai parwane chaal ja
Kyun ki aaj
Kyun ki aaj isharo ki niyat thi nahi
Bachna ae yaar jara inse
Yaaro ki niyat thik nahi
Chhup ja chand
Ek tawaif ek daku yarana purana
Ek tawaif ek daku yarana purana
Hum dono ka dushman hai
Yeh sara jamana
Kaante kya in phoolo se
Bhi daman bachana
Kyun ki aaj
Kyun ki aaj baharo ki niyat thik nahi
Bachna ae yaar jara inse
Yaaro ki niyat thik nahi
Chhup ja chand.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Ustad Ghulam Ali