Solah baras ki kamsin umariya
Are solah baras ki kamsin umariya
Uspe ye nagin si chal
Gujariya jeene na de
Umariya jeene na de
Gujariya jeene na de
Umariya jeene na de
Janu jiya mein are kya hai tumhare
Janu jiya mein are kya hai tumhare
Apni nazariya sambhal
Nazariya jeene na de
Sawriya jeene na de
Nazariya jeene na de
Sawriya jeene na de
Gokul ki galiyo ka fajra sajaye
Gokul ki galiyo ka fajra sajaye
Kalkatte ka julmi kajra rachaye
Jaipur ka kesariya lahanga mangaye
Jhanjhar bajaye thumka lagaye
Odhe chunaiya lal
Chunariya jeene na de
Gujariya jeene na de
Janu jiya me are kya hai tumhare
Apni nazariya sambhal
Nazariya jeene na de
Sawriya jeene na de
Nazariya jeene na de
Sawriya jeene na de
Kajra me jhake re gajra nihare
Kajra me jhake re gajra nihare
Mare najriya kare wo ishare
Mujhko bulake wo dariya kinare
Thame kalai rama
Duhai karde jiya behal
Sawriya jeene na de
Nazariya jeene na de
Solah baras ki kamsin umariya
Uspe ye nagin si chal
Gujariya jeene na de
Umariya jeene na de
Gujariya jeene na de
Umariya jeene na de
Dil mera tod diya haye
Dil mera tod diya
Bich safar mein hamrahi ne
Mujhko akele chhod diya
Dil mera tod diya haye
Dil mera tod diya
Solah baras ki kamsin umariya
Solah baras ki kamsin umariya
Uspe ye nagin si chal
Gujariya jeene na de
Umariya jeene na de
Gujariya jeene na de
Umariya jeene na de.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Pankaj Mitra, Udit Narayan