Mere ghunghroo mujhe de do
Mujhe kya aur karna hai
Mere ghunghroo mujhe de do
Mujhe kya aur karna hai
Isi kothe pe jeena hai
Isi kothe pe jeena hai
Isi kothe pe marna hai
Mere ghunghroo mujhe de do
Mujhe kya aur karna hai
Isi kothe pe jeena hai
Isi kothe pe marna hai
Mere, mere ghunghroo mujhe de do
Jo mere dil mein rahta tha
Mujhe woh saksh kahta tha
Mujhe tujhse mohabbat hai
Tere kadmo mein jannat hai
Tujhe dulhan banaunga
Main tere ghar basaunga
Agar aabad ho jati
Agar aabad ho jati
To main barbad ho jati
Mere bigde mukaddar ka
Mere bigde mukaddar ka,
Bada muskil sawarna hai
Isi kothe pe jeena hai
Isi kothe pe jeena hai
Isi kothe pe marna hai
Mere ghunghroo mujhe de do
Abhi meri jawani hai
Sabhi ki meharbani hai
Shama ke lakh parwane
Magar ek din ye deewane
Mere jalwo ke bujhne par
Meri mayyat ke uthane par
Kahenge sare logo se
Kahenge sare logo se
Idhar se koi na gujre
Idhar se ek tawayat ke
Idhar se ek tawayat ke
Janajhe ko gujarna hai
Isi kothe pe jeena hai
Isi kothe pe jeena hai
Isi kothe pe marna hai
Mere ghunghroo mujhe de do
Mujhe kya aur karna hai
Mere ghunghroo mujhe de do.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Ustad Ghulam Ali