Tirchi baki nazar se khud ko
Solah sal bachaye rakha
Dal chala pinjare mein ek dil
Aisa ek shikari aaya
Maina bole chiraiya ko baz liye jaye
Aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
Maina bole chiraiya ko baz liye jaye
Aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
Aao aao ri saheli koi pucho ye laheli
Par noch ke we dardar pake akeli
Kal ke wado pe bahlake aj liye jaye
Aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
Maina bole chiraiya ko baz liye jaye
Aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
Seena jori se zulmi ne baiya marori
Pahle jhumka gira phir tuti payal nigodi
Seena jori se zulmi ne baiya marori
Pahle jhumka gira phir tuti payal nigodi
Sur maine machaya sur maine machaya
Koi aao re aao bachao re aao
Ek sahri ko ek jangli re baz liye jaye
Aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
Maina bole chiraiya ko baz liye jaye
Aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
Sabke sab ye julm dekhte hi rahe
Sabke sab ye julm dekhte hi rahe
Chhod de re chod de re
Chhod de re bedardi ye kaun kahe
Chhod de re bedardi ye kaun kahe
Door se bas yahi
Door se bas yahi ek awaz ayi
Ho ayi ayi mua sari mohalle ki
Laaz liye jaye
Aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
Maina bole chiraiya ko baz liye jaye
Aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
Aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye
Aisi bholi ko kaisa dagabaz liya jaye.
Kavita Krishnamurthy
Hemlata (Lata Bhatt)
Anuradha Paudwal