Chupke chupke chupke hum
Palko mein kitni sadiyo se rahte hain
Aa dubke dekhe nile se sagar
Mein kaise bahte hain
Aa jana dubke dekhenge
Aankho ki jhile chhoti hain
Inme chhupna re lukna kya
Jab chadti dhoop mein jalna hain
To pal bhar chhav mein rukna kya
Chupke chupke chupke hum
Palko mein kitni sadiyo se rahte hain
Jo socha hain wo jhut nahin
Mehsoos kiya jo paas nahin
Hum ruhe ki aag mein jalte hain
Ye jism ka jhuta tap nahin
Na kaid ujale hote hain
Na khushboo band ho pati hain
Kya mar saka hain koi hawa
Jo sans hai aati jati hain
Chupke chupke chupke hum
Palko mein kitni sadiyo se rahte hain
Aa dubke dekhe nile se sagar
Mein kaise bahte hain
Aa jana dubke dekhenge.
Bhupen Hazarika, Bhupinder Singh, Haimanti Sukla, Usha Mangeshkar
Bhupen Hazarika, Bhupinder Singh, Nitin Mukesh Chand Mathur
Lata Mangeshkar
Bhupen Hazarika, Lata Mangeshkar