Desh Badalte Hain - Banjaran lyrics | Banjaran - Desh Badalte Hain lyrics

Desh Badalte Hain is a hindi song from the 1991 movie Banjaran. Desh Badalte Hain singers are Anuradha Paudwal, Sukhwinder Singh. Desh Badalte Hain composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Desh Badalte Hain lyricist or song writer is Anand Bakshi. Desh Badalte Hain music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Desh Badalte Hain features Rishi Kapoor, Sridevi, Kulbhushan Kharbanda, Gulshan Grover, Raza Murad, Pran, Sudhir Pandey. Desh Badalte Hain director is and the producer is . The audio of Desh Badalte Hain song was released on 8th November, 1991 by Western music. Desh Badalte Hain YouTube video song can be watched above.


Jhum chaka jhum jhu
chaka chaka chaka
Desh badlate hain,
O desh badlate hain
Bhesh badlate hain
Dil badlate nahi
Dil badlate nahi
Dil badlate nahi


Ham banjare banjare
Ham banjare banjare
Ham banjare banjare
Ham banjare banjare
Aaja aaja ho aa ja………..


Desh badlate hain,
Bhesh badlate hain
Desh badlate hain,
Bhesh badlate hain
Dil badlate nahi,
Dil badlate nahi
Dil me basanewale
Marke bhi dil se nikalate nahi


Desh badlate hain,
Bhesh badlate hain
Dil badlate nahi,
Dil badlate nahi
Dil me basanewale
Marke bhi dil se nikalate nahi
Desh badlate hain,
Bhesh badlate hain


Yeh din jo varsho ke bad aaya
Yeh din jo varsho ke bad aaya
Dekha tumhe toh kuchh yad aaya
Dekha tumhe toh kuchh yad aaya
Ek kahani badi purani,
Bhul gayi thi main deewaani
Ek fasana bada purana,
Bhul gaya tha main deewaana
Naam badlate hain,
Jam badlate hain
Naam badlate hain,
Jam badlate hain, dil badlate nahi
Dil mein basanewale
Marke bhi dil se nikalate nahi
Desh badlate hain,
Bhesh badlate hain


Bite dino ke anjan mukhade
Bite dino ke anjan mukhade
Tum jod lo yeh kanch ke tukde
Pavan samay ki ik banjaran
Bech rahi hai dekho darpan
Nain badlate hain,
Din rain badlate hain
Nain badlate hain,
Din rain badlate hain, dil badlate nahi
Dil mein basanewale
Marke bhi dil se nikalate nahi
Desh badlate hain, bhesh badlate hain


Milate bichhadate rahate hain sathi
Milate bichhadate rahate hain sathi,
Yah sari dooniya hai aati jati
Kaisa milna aur bichhadana,
Pyar naa jane jina marna
Janm naa jane kitne mere
Janm naa jane kitne mere
Sab teree galiyo ke phere
Rang badlate hain, sang badlate hain,
Dil badlate nahi dil badlate nahi
Dil mein basanewale
Marke bhi dil se nikalate nahi
Desh badlate hain, bhesh badlate hain
dil badlate nahi dil badlate nahi
Dil mein basanewale
Marke bhi dil se nikalate nahi
Dil mein basanewale
Marke bhi dil se nikalate nahi.



Movie/album: Banjaran
Singers: Anuradha Paudwal, Sukhwinder Singh
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Western music
Starring: Rishi Kapoor, Sridevi, Kulbhushan Kharbanda, Gulshan Grover, Raza Murad, Pran, Sudhir Pandey
Release on: 8th November, 1991
1. Who is the music director of the song Desh Badalte Hain
Ans: Desh Badalte Hain song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Desh Badalte Hain
Ans: Desh Badalte Hain song singers are Anuradha Paudwal, Sukhwinder Singh
3. Who is the Composer of the song Desh Badalte Hain
Ans: Desh Badalte Hain song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Desh Badalte Hain
Ans: Desh Badalte Hain song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Desh Badalte Hain
Ans: Desh Badalte Hain song is from Banjaran
6. Who wrote the song Desh Badalte Hain
Ans: Desh Badalte Hain song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Banjaran

2
Tere Mere Pyar Ki

Kavita Krishnamurthy

3
4
Mere Dil Ki Galiyon Mein

Alka Yagnik, Suresh Wadkar

5
Badli Hain Na Badlegi

Lata Mangeshkar