Deva ho deva gali gali mein
Tere naam ka hai shor
Deva ho deva gali gali mein
Tere naam ka hai shor
Hum bhi pukare kab hogi
Deva teri nazar hamari aur
Om nam ganeshay om nam ganeshay
Om nam ganeshay om nam ganeshay
Deva ho deva gali gali mein
Tere naam ka hai shor
Hum bhi pukare kab hogi
Deva teri nazar hamari aur
Om nam ganeshay om nam ganeshay
Om nam ganeshay om nam ganeshay
Sabse bada tu har devta se
Pahle hai tera naam
Har dukh mitaye bigdi banaye
Aaye tu sabke kam
Aaye hai hamare tere dware
Tujhse badi aas lagaye
Teri dua se deva sab sapne pure ho jaye
Apne sapne honge pure
Apne sapne honge pure
Aisa bhi din kabhi aayega
Deva ho deva gali gali mein
Tere naam ka hai shor
Hum bhi pukare kab hogi
Deva teri nazar hamari aur
Man mein rahe tu man mein base tu
Jane tu man ki bat
Milna bichadna banna bigadna
Sab kuch hai tere hath
Tere ye khel nirale
Yaha koi samjha na paye
Jane yaha anjane kya anhoni ho jaye
Dekhe tu sabko teri nazar se
Dekhe tu sabko teri nazar se
Bachke kaha koi jayega
Deva ho deva gali gali mein
Tere naam ka hai shor
Hum bhi pukare kab hogi
Deva teri nazar hamari aur
Om nam ganeshay om nam ganeshay
Om nam ganeshay om nam ganeshay
Is dharti par pap na ho
Koi dukh santap na ho
Jeevan mein sat karm kare
Palan apna dharam kare
Jab koi anyay kare tu hi uska nyay kare
Tu hi uska nyay kare.
Anjaan, Mithun Chakraborty
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Amit Kumar, Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Aziz