Khali botal ki tarah har aadmi hai khali
Khali botal ki tarah har aadmi hai khali
Khali botal ki tarah har aadmi hai khali
Ye bhi kya
Ye bhi kya koi zindagi hai sali
Khali botal ki tarah har aadmi hai khali
Khali botal ki tarah
Socha tha padh likh kar
Socha tha padh likh kar admi banunga
Socha tha padh likh kar admi banunga
Kya khabar thi sadko paar awara firunga
Kya khabar thi sadko paar awara firunga
Na to sala ghar hai
Na to sala ghar hai na hai gharwali
Na to sala ghar hai na hai gharwali
Ye bhi kya koi zindagi hai sali
Khali botal ki tarah har aadmi hai khali
Khali botal ki tarah
Ho tu akela nahi sath main hoon tere
Ho tu akela nahi sath main hoon tere
Aake lag ja gake se o sathi mere
Meri baho mein aa aa tujhe pyar du
Main teri zindagi aaja sawar du
Tere sapne sajaungi tujhko jeena sikhaungi
Tujhe apni khushi deke
Tera har gum uthaungi
Tune apni halat ye kya se kya banali
Tune apni halat ye kya se kya banali
Zindagi sagar hai
Zindagi sagar hai
Har mauj hai ye jine wali
Khali botal hi nahi zindagi ye khali
Khali botal hi nahi zindagi ye khali
Zindagi sagar hai
Zindagi sagar hai
Har mauj hai ye jine wali.
Anjaan, Mithun Chakraborty
Amit Kumar, Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Mohammed Aziz