Dhadka dil dhak se dekha hai jabse
Mar gaye hum tabse tauba tauba ho
Tauba tauba
Dhadka dil dhak se dekha hai jabse
Mar gaye hum tabse tauba tauba ho
Tauba tauba
Hosh nahi aise nagme baras gaye
Vallah pyare nain to phir bhi taras gaye
Hosh nahi aise nagme baras gaye
Vallah pyare nain to phir bhi taras gaye
Kya gujar gayi puchho mere rab se
Kya kya ghjar gayi puchho mere rab se
Dhadka dil dhak se dekha hai jabse
Mar gaye hum tabse tauba tauba ho
Tauba tauba
Aankh mili jaise bijli chamak gayi
Nain mile dil ki duniya chahak gayi
Aankh mili jaise bijli chamak gayi
Nain mile dil ki duniya chahak gayi
Hale dil mera puchho chaheĀ sabse
Kya kya gujar gayi puchho mere rab se
Dhadka dil dhak se dekha hai jabse
Mar gaye hum tabse tauba tauba ho
Tauba tauba
Tapte rahe bekarar bane tere liye
Raste me intzar bane tere liye
Tapte rahe bekarar bane tere liye
Raste me intzar bane tere liye
Hum khade hai pyare kab se tere liye
Kya kya gujar gayi puchho mere rab se
Dhadka dil dhak se dekha hai jabse
Mar gaye hum tabse tauba tauba ho
Tauba tauba.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Shamshad Begum
Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Kishore Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Mohammed Rafi