Dil apna aur prit parayi
Kis ne hain ye rit banayi
Aandhi me ek dip jalaya
Aur pani me aag lagayi
Dil apna aur prit parayi
Kis ne hain ye rit banayi
Dil apna
Hai dard aisa ke sehna hain mushkil
Duniya walo se kehna hain mushkil
Ghir ke aaya hain tufan aisa
Bach ke sahil pe rehna hain mushkil
Ghir ke aaya hain tufan aisa
Bach ke sahil pe rehna hain mushkil
Dil apna aur prit parayi
Kis ne hain ye rit banayi
Aandhi me ek dip jalaya
Aur pani me aag lagayi
Dil apna
Dil ko sanbhala na daman bachaya
Failee jab aag tab hosh aaya
Gam ke mare pukare kise hum
Hum se bichhda hamara hi saya
Gam ke mare pukare kise hum
Hum se bichhda hamara hi saya
Dil apna aur prit parayi
Kis ne hain ye rit banayi
Aandhi me ek dip jalaya
Aur pani me aag lagayi
Dil apna.
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar