Kis kam ke ye hire moti
Jis me na dikhe mere ram
Ram nahi to mere liye hai
Varyath sawarg ka dham
Man ki aankho se mai dekhu
Rup sada siya ram ka
Rup sada siya ram ka
Kabhi na suna rahta aanchal
Mere man ke dham ka
Man ki aankho se mai dekhu
Rup sada siya ram ka
Rup sada siya ram ka
Ram charan ki dhul mile
To tar jaye sansari
Ram charan ki dhul mile
To tar jaye sansari
Do akshar ke sumiran se
Hi dur ho vipada sari
Ho dur ho vipada sari
Dharti ambar gun gate hai
Mere ram ke naam ka
Mere ram ke naam ka
Man ki aankho se mai dekhu
Rup sada siya ram ka
Rup sada siya ram ka
Har kaya me ram ki chhaya
Murakh samjh na paya
Mandir pathar me kyu dhunde
Tere man me samaya
Ho tere man me samaya
Jisme mere ram nahi hai
Wo mere kis kam ka
Wo mere kis kam ka
Man ki aankho se mai dekhu
Rup sada siya ram ka
Rup sada siya ram ka
Dukhiyo ka dukh harne wale
Bhakat ki laz bachao
Dukhiyo ka dukh harne wale
Bhakat ki laz bachao
Hansi udane walo ko
Kabhi chamtkar dikhlao
Mere man ke mandir me hai
Mere parbhu ka dham
Mere antar ke aasan par
Sada viraze ram
Sada viraze ram sada viraze ram
Ram siya ram siya ram siya ram
Raghupati raghav raja ram
Pati pavan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Pati pavan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Pati pavan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Pati pavan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Pati pavan sita ram.
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)