Mata ka vrat rakhne se
Ho jaaye jo ichha poori
Tab uska udhyapan karna
Bhi hai bada zaroori
Ek bada aur das chhote kundo ko tum mangavao
Chaaval rabadi rasgulle jo shradha ho bharvao
In kundo ko poojo tum haldi ka tilak lagao
Katha sheetla ma ki phir aapas mein suno sunao
Chhote kunde bade mein bhar kar
Badkulle pehnaao
Gaate huye geet maata par
Ek saaman chadhao
Tum jitane bhi chaho
Utane ghar mehmaan bulao
Thanda meetha bhog prem se
Unko khoob khilao
Jeevan safal bana ne ko
Jeevan safal bana ne ko
Sheetala maa ke neeyam suno
Sheetala maa ke neeyam suno
Suno suno ji suno suno
Suno suno ji suno suno
Sheetala maa ke neeyam suno
Suno suno ji suno suno
Suno suno ji suno suno.
Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur
Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur
Anuradha Paudwal, Mahendra Kapoor
Anuradha Paudwal, Mahendra Kapoor
Dilraj Kaur, Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor