Main sar se hoon
Paanav tak gulabi gulabi
Adaayein hain meri
Sharabi sharabi
Main sar se hoon
Paanav tak gulabi gulabi
Adaayein hain meri
Sharabi sharabi
Hai usme mujh jaise
Hai masum betar
Dikha ke adaaon
Ke apni yeh tewar
Khud ko tabah karogi
Humko maar dalogi
Arey dil de do kya
Dil ka achar dalogi
Arey dil de do kya
Dil ka achar dalogi
Arey de do
Aashiq hazare dekhe
Sare ke saare dekhe
Sab ke sandese pade
Sab ke ishare dekhe
Hoyye hoyye hoyye
Aankhon mein nur leke
Dil mein surur leke
Kitne pade hain yahan
Ishq ka fitur leke
Tu bijeeli hai bijeeli
Hai tujh mein current
Tu zulfe ghuma de
Toh ud jaye cent
Arey dil de do kya
Dil ka achar dalogi
Arey dil de do kya
Dil ka achar dalogi
Arey de do
Aashiq purane mere
Saare diwane mere
Billoo kya tilloo saare
Andaaz jaane mere
Hoye hoye hoye..
Haan kis ko qarar dungi
Kis ko deedar dungi
Wo hai nasib wala
Jisko main pyar dungi
Wade pe wada
Kiye ja rahi ho
Gazab yeh gazab
Kya kiye ja rahi ho
Arey khud ko tabah
Karogi hum ko maar dalogi
Arey dil de do kya
Dil ka achar dalogi
Arey dil de do kya
Dil ka achar dalogi
Arey de do
Main sar se hoon paanv
Tak gulabi gulabi
Adaayein hain meri
Sharabi sharabi
Hai usme mujh jaise
Hai masoom betar
Dikha ke adaaon ke
Apni yeh tewar
Khud ko tabah karogi
Humko maar dalogi
Arey dil de do kya
Dil ka achar dalogi
Arey dil de do kya
Dil ka achar dalogi
Arey de do.
Gorisha, Shaan
Anand Raj Anand
Anupama Raag
Ritu Pathak