Dil lagakar unse yaro
Pure ghate mein rahe
Wo to jyu je tyu rahe
Hum sukh galbadar hue re
Kya kahe kis bewafa ke
Nazro mein hum kho gaye
Kya kahe kis bewafa ke
Nazro mein hum kho gaye
Sisikiya bharte hi bharte
Adhmare hum ho gaye
Sisikiya bharte hi bharte
Adhmare hum ho gaye
Haye adhmare hum ho gaye
Kho gaye janab kidhar
Jo mujh par marne wale the
Kori aahe le mohabbat
Mujhse karne wale the
Hichkiya bharte hi bharte
Kya kahi par sau gaye
Hichkiya bharte hi bharte
Kya kahi par sau gaye
Khojne mujhko chale the
Khud hi lekin kho gaye
Khojne mujhko chale the
Khud hi lekin kho gaye
Kho nahi sakte kabhi is
Shakal ke aashiq janab
Lo tumhare ik ishare
Par hi aashiq ho gaye
Lo tumhare ik ishare
Par hi aashiq ho gaye
Aaj aaye ho ke
Main marna tumhara dekh loon
Marna tumhara dekh lu
Dekh le dunia bhi mere
Kaise ma ho gaye
Dekh le dunia bhi mere
Kaise ma ho gaye
Hum tumhare hizar mein
Fansi lagane wale the
Hum tumhare hizar mein
Fansi lagane wale the
Sunte hi aawaz mithi
Aashiqi mein kho gaye
Sunte hi aawaz mithi
Aashiqi mein kho gaye
Acha lao main laga doon
Fansi apne hath se
Acha lao main laga doon
Fansi apne hath se
Ab mare meri bala
Jab samne tum ho gaye
Ab mare meri bala
Jab samne tum ho gaye
Bas tumhi majnu ho sache
Kya adaye payi hai
Bas tumhi majnu ho sache
Bas tumhi majnu ho sache
Kya adaye payi hai
Haye kya adaye payi hai
Aaj se main hoon tumhari
Tum humare ho gaye
Tum humare ho gaye
Aur hum tumhare ho gaye
Tum humare ho gaye
Aur hum tumhare ho gaye
Tum humare ho gaye
Aur hum tumhare ho gaye
Tum humare ho gaye
Aur hum tumhare ho gaye
Tum humare ho gaye
Aur hum tumhare ho gaye
Tum humare ho gaye
Aur hum tumhare ho gaye.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Shamshad Begum, Sulochana Kadam
Surinder Kaur
Shamshad Begum
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shamshad Begum
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Surinder Kaur
G. M. Durrani, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Khan Mastana, Shamshad Begum
G. M. Durrani, Kalyani Das, Khan Mastana, Shamshad Begum
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Surinder Kaur