Mere Piya Gaye Rangun - Patanga lyrics | Patanga - Mere Piya Gaye Rangun lyrics

Mere Piya Gaye Rangun is a hindi song from the 1949 movie Patanga. Mere Piya Gaye Rangun singers are Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Shamshad Begum. Mere Piya Gaye Rangun composer is Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) and Mere Piya Gaye Rangun lyricist or song writer is Rajendra Krishan. Mere Piya Gaye Rangun music director is Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). Mere Piya Gaye Rangun features Nigar Sultana, Shyam, Ajit. Mere Piya Gaye Rangun director is and the producer is . The audio of Mere Piya Gaye Rangun song was released on null by Saregama. Mere Piya Gaye Rangun YouTube video song can be watched above.


Hello hindustan kaa dehradun
Hello mai rangun se bol raha hu
Mai apni biwi renukadevi se
Bat karna chahata hu han han


Mere piya, ho
Mere piya gaye rangun
Kiya hai vahan se telephone
Tumhari yaad satati hai
Tumhari yaad satati hai
Jiya me aag lagati hai
Mere piya gaye rangun
Kiya hai vahan se telephone
Tumhari yaad satati hai
Tumhari yaad satati hai
Jiya me aag lagati hai


Ham chhod ke hindustan
Bahut pachhtaye
Bahut pachhtaye
Ham chhod ke hindustan
Bahut pachhtaye
Bahut pachhtaye
Hui bhul jo tumako
Sath naa lekar aaye
Hui bhul jo tumako
Sath naa lekar aaye
Ham burma ki galiyo me
Aur tum ho dehradun
Tumhari yaad satati hai
Tumhari yaad satati hai
Jiya me aag lagati hai
Mere piya gaye rangun
Kiya hai vahan se telephone
Tumhari yaad satati hai
Tumhari yaad satati hai
Jiya me aag lagati hai


Meri bhukh pyas bhi
Kho gayi gham ke mare
Gham ke mare
Meri bhukh pyas bhi
Kho gayi gham ke mare
Gham ke mare
Mai adhmui si ho
Gai gham ke mare
Mai adhmui si ho
Gai gham ke mare
Tum bin sajan
Janvari farvari ban
Gaye mayi aur june
Tumhari yaad satati hai
Tumhari yaad satati hai
Jiya me aag lagati hai
Mere piya gaye rangun
Kiya hai vahan se telephone
Tumhari yaad satati hai
Tumhari yaad satati hai
Jiya me aag lagati hai


Aji tumse bichhadke ho
Gaye ham sanyasi
Ham sanyasi
Aji tumse bichhadke ho
Gaye ham sanyasi
Ham sanyasi
Kha lete hain jo mil
Jaye rukhi sukhi basi
Kha lete hain jo mil
Jaye rukhi sukhi basi
Aji lungi bandh ke karen
Gujara bhul gaye patlun
Tumhari yaad satati hai
Tumhari yaad satati hai
Jiya me aag lagati hai
Mere piya gaye rangun
Kiya hai vahan se telephone
Tumhari yaad satati hai
Tumhari yaad satati hai
Jiya me aag lagati hai.



Movie/album: Patanga
Singers: Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Shamshad Begum
Song Lyricists: Rajendra Krishan
Music Composer: Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Director: Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label: Saregama
Starring: Nigar Sultana, Shyam, Ajit
Release on: null
1. Who is the music director of the song Mere Piya Gaye Rangun
Ans: Mere Piya Gaye Rangun song music director is Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
2. Who is/are the singer/singers of the song Mere Piya Gaye Rangun
Ans: Mere Piya Gaye Rangun song singers are Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Shamshad Begum
3. Who is the Composer of the song Mere Piya Gaye Rangun
Ans: Mere Piya Gaye Rangun song composer is Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
4. Who is the Lyricist of the song Mere Piya Gaye Rangun
Ans: Mere Piya Gaye Rangun song lyricist is Rajendra Krishan
5. What is the movie of the song Mere Piya Gaye Rangun
Ans: Mere Piya Gaye Rangun song is from Patanga
6. Who wrote the song Mere Piya Gaye Rangun
Ans: Mere Piya Gaye Rangun song is written by Rajendra Krishan

Find other songs in - Patanga

1
Bolo Jee Dil Logey To Kyaa Kyaa

Mohammed Rafi, Shamshad Begum

2
Thukra Ke Mujhe Jane

Lata Mangeshkar

3
Pyar Ke Jahan Ki Nirali

Lata Mangeshkar, Shamshad Begum

4
Gore Gore Mukhde

Shamshad Begum

5
O Dilwalo Dil Ka Lagana

Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Shamshad Begum

6
Namaste Namaste

Mohammed Rafi, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Shamshad Begum

7
Kabhi Khamosh Ho Jana

Lata Mangeshkar

8
Dil Se Bhula Do Tum

Lata Mangeshkar

9
Balam Tujhe Mera Salam

Shamshad Begum

10
Tose Nazariya Ladayi

Suman Kalyanpur

11
Sone Deti Hai Na

Mohammed Rafi

12
Pi Lo Aaj Pi Lo

Mohammed Rafi

13
Patanga Jal Jal Mar Jaaye

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

14
Sham Ke Rang Me Rang

Lata Mangeshkar

15
Thoda Ruk Jayegi To

Mohammed Rafi

16
Jhum Ke Ga

Mohammed Rafi