Dil ne jise apna kaha
Dil ne jise apna kaha
Bekhabbar woh hain waha
Jaane pal zameen aasman
Dil ne jise apna kaha
Dil ne jise apna kaha
Bekhabbar woh hain waha
Jaane pal zameen aasman
Mile nazar unse par behaya tanha
Baaton mein bhi keh na sake
Dil ki baat yeh zubaan
Ab hai hulchul pal pal pe pal
Dhoonde hai unko dil
Ke chal zara unke hi manzil
Bole raaz dil par ab woh hain kaha
Dil ne jise apna kaha
Dil ne jise apna kaha
Bekhabbar woh hain waha
Jaane pal zameen aasman
Khil khile kaise khila
Milke woh chaand se
Door door hain hum milke bhi
Dekhiye aankh se
Kyon dil jaage aakhon ke taare
Un ke hi raahon mein
Ke youn bhi kabhi unke bhi
Dil mein jaage mohabbat
Aaye woh yahaan
Dil ne jise apna kaha
Dil ne jise apna kaha
Bekhabbar woh hain waha
Jaane pal zameen aasman
Shaam-o-seher chaaron paher
Dhoonda tujhe har dishaan
Haan magar haar kar
Aa gayi yeh nigaah
Saaya ko tere tarsi aankhe
Tadape hai dil mera
Ke tere bin pyaar wafa
Kya mera yahaan kya
Apna luta jahaan
Dil ne jise apna kaha
Dil ne jise apna kaha
Kho gaya ea woh kahan
Sun hai zameen aasman
Kho gaya ea woh kahan
Sun hai zameen aasman.
Alka Yagnik, Jayesh Gandhi, Udit Narayan
Gayatri Ganjawala, Karthik, Madhushree, Pamela Jain
Alisha Chinai, Jayesh Gandhi, Krishnakumar Kunnath (K.K)
Kamal Khan, Sadhana Sargam
Alka Yagnik, Sonu Nigam
Alka Yagnik, Udit Narayan