Zindagi hain duwa rab ki ada
Kehke shukriya ji lo naa
Layi the ji kya le jaye bhi kya
Kehke shukriya ji lo naa
Zindagi hain duwa rab ki ada
Kehke shukriya ji lo naa
Layi the ji kya le jaye bhi kya
Kehke shukriya ji lo naa
Rangin hain kabhi berangin hain
Kabhi kabhi toh haste
Haste aankh bhar aaye
Banti hain bigadti hain
Chalte chalte kutch yeh sikhaye
Hain hasin yeh lamhe
Yu mile hain lamhe
Aaise waise yu hi kahi dekho
Kabhi bewajah ham naa gawaye
Hain hasin yeh lamhe
Yu mile hain lamhe
Aaise waise yu hi kahi dekho
Kabhi bewajah ham naa gawaye
Zindagi hain duwa rab ki ada
Kehke shukriya ji lo naa
Layi the ji kya le jaye bhi kya
Kehke shukriya ji lo naa
Arman si saji yeh dulhan hain
Ise ham tanhayi me kaise phir bitaye
Khwabo ko jagake aankho me
Ummido kaa anchal ham udaye
Pal pal me dhali halchal me chali
Doobi doobi khoyi khoyi jagi
Jagi soyi soyi gujri jaye
Pal pal me dhali halchal me chali
Doobi doobi khoyi khoyi jagi
Jagi soyi soyi gujri jaye
Zindagi hain duwa rab ki ada
Kehke shukriya ji lo naa
Layi the ji kya le jaye bhi kya
Kehke shukriya ji lo naa
Zindagi zindagi
Zindagi hain duwa zindagi hain duwa
Zindagi hain duwa zindagi hain duwa
Zindagi hain duwa zindagi hain duwa.
Alka Yagnik, Jayesh Gandhi, Udit Narayan
Alisha Chinai, Jayesh Gandhi, Krishnakumar Kunnath (K.K)
Kamal Khan, Sadhana Sargam
Alka Yagnik, Sonu Nigam
Alka Yagnik, Udit Narayan
Kamal Khan, Sujata Trivedi