Jane bahara jane tamanna
Mehka diya aashiya
Jane bahara jane tamanna
Mehka diya aashiya
Aankho me jo sapne the
Mere tumne rang diya
Tum pe hai aakar rukti
Hain sab meri khushiya
Teri khushi me hi basti
Hain meri yeh duniya
Yu haste gate muskurate
Gujre hain jo pal
Aaye kal bhi laut kar
Arey chhodo kyo kal kaa
Soche kal ki bate kal
Aaj ji le jhumkar jane bahara jane
Tamanna mehka diya aashiya
Kismat ko meri tumne
Mohabbat se kiya roshan
Roshan hain tere dam se
Mera mann yeh jivan
Jivan ke imtihan me
Sehra me gulsita me saya
Banke rahungi o piya
Jane bahara jane tamanna
Mehka diya aashiya
Aankho me jo sapne the
Mere tumne rang diya
Ek tohfa jara yu do
Tum jaisi murat ho
Murat ho magar jiski
Tum jaisi surat ho
Chanda ya chandni ho
Sagar ho ya nadi ho
Hongi apni hi woh nishaniya
Jane bahara jane tamanna
Mehka diya aashiya
Aankho me jo sapne the
Mere tumne rang diya
Yu haste gate muskurate
Gujre hain jo pal
Aaye kal bhi laut kar arey
Chhodo kyo kal kaa soche
Kal ki bate kal aaj ji le jhumkar
Jane bahara jane tamanna
Mehka diya aashiya.
Alka Yagnik, Jayesh Gandhi, Udit Narayan
Gayatri Ganjawala, Karthik, Madhushree, Pamela Jain
Alisha Chinai, Jayesh Gandhi, Krishnakumar Kunnath (K.K)
Alka Yagnik, Sonu Nigam
Alka Yagnik, Udit Narayan
Kamal Khan, Sujata Trivedi