Duniya ne mujhe tadpaya
Kismat ne mujhe uljaya
Mere pyar ne mujhko sataya
Mere yaar ne mujhko rulaya
To meri janam kundali
Meri janam kundali dekh ke
Itna to batalade jogi
Tod ke bandhan prem deewani
Preetam ki kab hogi
Meri janam kundali dekh ke
Itna to batalade jogi
Tod ke bandhan prem deewani
Preetam ki kab hogi
Are janam kundali bhul ke bala
Karam kundali pe aa ja
Jo baato se na mana
Vo lato se ab manega
Ye preet bani kyu dushman
Ye pyar kaha le aaya
Najuk ye dil ka sheesa
Iss pathar se takraya
Kab vakt ka palate pasa
Aise bhi mod aate hai
Dil ke najuk sheese se
Pathar bhi tut jate hai
Are vakt pyar ke dushman ko
Din me taare dikhala dega
Jo baato se na mana vo
Lato se ab manega
Uski mahfil me dil bandiye
Sone chandi ki janjeere
Vo kagaz ke tukado pe
Likhta hai pyar ki taqdeere
Sone chandi ki maaya
Taqdeer kya badlegi
Toofan uthega aisa
Kagaz ki naav dubegi
Jab paani sar chad jaye,
Sailab aata hai
Jab paap bad jaye to
Sab dubh jata hai
Koi ravan ad jaye to
Fir raam aata hai
Jab raam fas jaye to
Hanuman aata hai
Pyar agar jid pe aaya to
Paani me aagh laga dega
Jo baato se na mana vo
Lato se ab manega
Meri janam kundali dekh ke
Itna to batalade jogi
Tod ke bandhan prem deewani
Preetam ki kab hogi
Are janam kundali bhul ke bala
Karam kundali pe aa ja
Jo baato se na mana
Vo lato se ab manega.
Kishore Kumar
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar