Pyar ke hum matwale hain
Aashiq hum nirale hain
Pyar ke hum matwale hain
Aashiq hum nirale hain
Hum tere chahne wale hain
Hum tere chahne wale hain
Pyar ke hum matwale hain
Aashiq hum nirale hain
Pyar ke hum matwale hain
Aashiq hum nirale hain
Hum tere chahne wale hain
Hum tere chahne wale hain
Jab dhadkan mein khil jati hain
Najuk najuk pyar ki kaliya
Bhini bhini khushbu se yeh
Tab mehkengi dil ki galiya
Daman mein chand sitare
Aankhon mein hasi nazaare
Daman mein chand sitare
Aankhon mein hasi nazaare
Baat na dil ki jo taale hain
Hum tere chahne wale hain
Sab kuch lagta hai humko
Jaagi aankhon ka sapna
Koi ek begana kaise ho jata hai apna
Sab kuch lagta hai humko
Jaagi aankhon ka sapna
Koi ek begana kaise ho jata hai apna
Sab khushiya kaid hai baaho mein
Aur phul khile hai raaho mein
Jinhe log kahe deewane
Wo haar ke haar na maane
Jinhe log kahe deewane
Wo haar ke haar na maane
Rog dilo ke jo paale hain
Hum tere chahne wale hain
Pyar ke hum matwale hain
Aashiq hum nirale hain
Badi khubsurat lagne lagi hain
Ab to pyar ki yeh zanjeere
Rab ke ghar se hi to jud ke
Aaya karti hai taqdeere
Jo kha lete hain kasme
Wo tod de saari rasme
Jo kha lete hain kasme
Wo tod de saari rasme
Gham ko khushi mein jo dhale hain
Hum tere chahne wale hain
Pyar ke hum matwale hain
Aashiq hum nirale hain
Pyar ke hum matwale hain
Aashiq hum nirale hain
Hum tere chahne wale hain
Hum tere chahne wale hain
Hum tere chahne wale hain
Hum tere chahne wale hain.
Khan Mastana
Hamida Banu
Hamida Banu
Mohammed Rafi
Udit Narayan
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
S. P. Balasubrahmanyam
Sadhana Sargam
Kumar Sanu
Kumar Sanu, Sadhana Sargam