Haye re gajab ho gaya
Haye re julm ho gaya
Haye re pyar ho gaya
Gajab ho gaya gajab ho gaya
Gajab ho gaya haye re
Julm ho gaya julm ho gaya
Julm ho gaya haye re
Ek pathar ka dil pighal gaya
Ek dariya ka rukh badal gaya
Ye kaise tamasha ajab ho gaya
Ajab ho gaya haye re
Gajab ho gaya julm ho gaya
Gajab ho gaya gajab ho gaya
Gajab ho gaya haye re
Kuch aise dekha usne
Tirchhi nigaho se
Kuch aise dekha usne
Tirchhi nigaho se
Nikal gayi dharti ram
Kasam mere pavo se
Nikal gayi dharti ram
Kasam mere pavo se
Kaise kahu phir kya hua
Kaise kahu phir kya hua
Pahle jor se dil dhadka
Phir muh se nikal gayi haye re
Gajab ho gaya julm ho gaya
Gajab ho gaya gajab ho gaya
Gajab ho gaya haye re
Julm ho gaya julm ho gaya
Julm ho gaya haye re
Us zalim ko to dil ka
Jalana hi aata tha
Us zalim ko to dil ka
Jalana hi aata tha
Dekh ke jisko sara
Badan tharthrata tha
Are dekh ke jisko
Sara badan tharthrata tha
Usk abhi dil tadap gaya
Ho uska bhi dil tadap gaya
Dekho ishq ne pani
Me bhi aag lagaye re
Gajab ho gaya julm ho gaya
Gajab ho gaya gajab ho gaya
Gajab ho gaya haye re
Julm ho gaya julm ho gaya
Julm ho gaya haye re
Dil kahta hai ke udke
Chhu lu mai sitaro ko
Dil kahta hai ke udke
Chhu lu mai sitaro ko
Aanchal me apne bandh
Lu hansdi baharo ko
Aanchal me apne bandh
Lu hansdi baharo ko
Aaj mere sajan ne
Ho aaj mere sajan ne
Pas bulake mang me
Meri diya sindur lagaye re
Hoye gajab ho gaya
Hoye sitam ho gaya
Gajab ho gaya gajab ho gaya
Gajab ho gaya haye re
Julm ho gaya julm ho gaya
Julm ho gaya haye re
Ek pathar ka dil pighal gaya
Ek dariya ka rukh badal gaya
Ye kaise tamasha ajab ho gaya
Ajab ho gaya haye re
Gajab ho gaya julm ho gaya
Haye re gajab ho gaya
Haye re sitam ho gaya
Haye re gajab ho gaya
Haye re pyar ho gaya
Ye kaise tamasha ajab hua
Ajab hua ajab hua.
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Shamshad Begum
Suman Kalyanpur
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur