Tera jalwa najar me basaya
Jo bhi hoga dekha jayega
Tera jalwa najar me basaya
Jo bhi hoga dekha jayega
Saf kahte hai
Saf kahte hai tujhpe dil aaya
Jo bhi hoga dekha jayega
Tera jalwa najar me basaya
Jo bhi hoga dekha jayega
Dekha na tujhsa lakho me koi
Dekha na tujhsa lakho me koi
Tabhi se firti hu mai khoi khoi
Tabhi se firti hu mai khoi khoi
Pyar tera hai
Pyar tera hai sine se lagaya
Jo bhi hoga dekha jayega
Tera jalwa najar me basaya
Jo bhi hoga dekha jayega
Haye wo milke nazro ka jhukna
Haye wo milke nazro ka jhukna
Dil ka dhadkana sanso ka rukna
Dil ka dhadkana sanso ka rukna
Hosh tabhi se
Hosh tabhi se hamko nahi aaya
Tera jalwa najar me basaya
Jo bhi hoga dekha jayega
Tere diwane tera nam lenge
Tere diwane tera nam lenge
Dega jaha jo bhi ilzam lenge
Dega jaha jo bhi ilzam lenge
Hamne bhi
Hamne bhi jaha ko thukraya
Jo bhi hoga dekha jayega
Tera jalwa najar me basaya
Jo bhi hoga dekha jayega
Saf kahte hai
Saf kahte hai tujhpe dil aaya
Jo bhi hoga dekha jayega.
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Shamshad Begum
Asha Bhosle, Shamshad Begum
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur