Na mai sindhi, na mai marathi
Na mai hu gujarati
Na to hai ek bhasha meri
Na meri ek jati
Aa aa aa
Ganga meri ma ka naam
Baap ka nam himala
Ganga meri ma ka naam
Baap ka nam himala
Ab tum khud hu faisla kar lo
Mai kis jube wala
Ganga meri ma ka naam
Baap ka naam himala
Ganga meri ma ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hu faisla kar lo
Mai kis jube wala
Ganga meri ma ka naam
Baap ka nam himala
Jis dharati ka mai beta hu
Us ke mausam char
Jis dharati ka mai beta hu
Us ke mausam char
Garmi sardi patjhad
Aur albeli ritu bahar
Jahan savera jaha s
Averagata aaye rat bajhaye sitar
Averagata aaye rat bajhaye sitar
Ganga meri ma ka naam
Baap kaa nam himala
Ab tum khud hi faisla kar lo
Mai kis jube wala
Ganga meri ma ka naam
Baap kaa naam himala
Mai woh panchi jis ki
Nisdin lakho kos udan
Mai woh panchi jis ki
Nisdin lakho kos udan
Uttar dakhin purab
Paschim gunje meri tan
Ek shal hai
Paschim gunje meri tan
Ek shal hai
Mera jis ka nam hai hindustan
Mera jis ka nam hai hindustan
Ganga meri ma ka nam
Baap kaa nam himala
Ab tum khud hi faisla kar lo
Mai kis jube wala
Ganga meri ma ka naam
Baap kaa naam himala
Bangla prant me jau to
Mai karu kala se prit
Bangla prant me jau to
Mai karu kala se prit
Jab aau punjab to
Bhangde ka ban jau mit
Dakkhin ja kar
Dakkhin ja ka
Sikha maine
Karnatak sangit karnatak sangit
Ganga meri ma ka naam
Baap ka nam himala
Ab tum khud hi faisla kar lo
Mai kis jube wala
Ganga meri ma kaa naam
Baap ka nam himala
Mai madrasi mai
Gujarati mai ek rajasthani
Mai madrasi mai
Gujarati mai ek rajasthani
Bada purana ek marathi
Naya naya haryani
Mai kuchh bhi hu
Mai kuchh bhi hu
Lekin sab se pehle hindustani
hindustani
Ganga meri ma ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla kar lo
Mai kis jube wala
Ganga meri ma kaa naam
Baap ka naam himala.
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Sharda Sinha
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar