Pal yahi hai masti ke
Geet chhed do khushi ke
Din gujaro zindagi ke
Haste khelte haste khelte
Pal yahi hai masti ke
Geet chhed do khushi ke
Din gujaro zindagi ke
Haste khelte haste khelte
Itna bhi man azad na ho
Farz bhi tumko yad na ho
Jeevan ye barbad na ho
Dekho haste khelte haste khelte
Are pal yahi hai masti ke
Geet chhed do khushi ke
Din gujaro zindagi ke
Haste khelte haste khelte
Meri kismat hai tum mujhko mil gaye
Panchi virano mein khil gaye
Jadu teri aankho se kya chal gaye
Mausam rango mein ye dhal gaye
Kat jaye yuhi ye safar umar ka
Haste khelte haste khelte
Are pal yahi hai masti ke
Geet chhed do khushi ke
Din gujaro zindagi ke
Haste khelte haste khelte
Hai jag ki reet yahi
Har kabhi jeet kabhi
Biti hui gum ki ghadi
Yad na kar meet kabhi
Hai jag ki reet yahi
Har kabhi jeet kabhi
Kya hai maja jeene ka
Gujre yahi dukh se
Are pal yahi hai masti ke
Geet chhed do khushi ke
Din gujaro zindagi ke haste khelte
Haste khelte
Ye yari jinse hai hum unke yar hai
Dilwale hai hun dildar hai
Hone bhi do jo humse bejar hai
Hum to karte sabko pyar hai
Kahe chahe koi kuch bhi
Jiyenge hum haste khelte haste khelte
Are pal yahi hai masti ke
Geet chhed do khushi ke
Din gujaro zindagi ke
Haste khelte haste khelte
Are pal yahi hai masti ke
Geet chhed do khushi ke
Din gujaro zindagi ke
Haste khelte haste khelte.
Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Asha Bhosle
Abhijeet Bhattacharya
Abhijeet Bhattacharya, Sadhana Sargam
Kumar Sanu