Aaa aaa
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Jaayiye dil ki baaton me naa aayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Warna wahi baat ho jaayegi
Gham se mulaaqaat hoi jaayegi
Warna wahi baat ho jaayegi
Din hai magar raat ho jaayegi
Meri zulfen khudaaya na bikhraayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Aaa aaa
Jeena bhi dushwaar ho jaayega
Ikraar inkaar ho jaayega
Jeena bhi dushwaar ho jaayega
Ham aap me pyaar ho jaayega
Aap mahfil se uthke chale jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Is aag ko bas bujhaa dijiye
Sholon ko yoon na hawaa dijiye
Is aag ko bas bujhaa dijiye
Main yaad aaun duaa dijiye
Mere aankhon se aankhen na takraayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)