Gore gore chaand se mukh par
Kaali kaali aankhen hain
Gore gore chaand se mukh par
Kaali kaali aankhen hain
Dekh ke jinko
Neend ud jaaye vo matwali
Aankhen hain gore gore
Munh se palla kya sarkana
Munh se palla kya sarkana
Is baadal mein bijali hai
Door hi rahana door hi rahana
Door hi rahana
Inse qayaamat dhaane wali
Aankhen hain gore gore
Chaand se mukh par
Kaali kaali aankhen hain
Gore gore
Be jinke andher hai sab kuch
Be jinke andher hai sab kuch
Aisi baat hai inmein kya
Aankhen aankhen
Aankhen aankhen
Aankhen aankhen
Sab hain baraabar kaun
Niraali aankhen hain
Gore gore chaand se mukh par
Kaali kaali aankhen hain
Gore gore
Be dekhe aaram nahi hai
Be dekhe aaram nahi hai
Dekho to dil ka chain gaya
Dekhane wale dekhane wale
Dekhane wale
Yun kahate hain kya
Bholi bhaali aankhen hain
Dekhke jinko nind udd jaye
Woh matwali ankhen
Gore gore chaand se mukh par
Kaali kaali aankhen hain
Gore gore.
Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar