Saiya ke gavo me taro ki chhav me
Saiya ke gavo me taro ki chhav me
Banke dulhaniya jaungi
Pahne payaliya ghote ki angaiya
Khud se bhi sharmaungi
Saiya ke gavo me taro ki chhav me
Banke dulhaniya jaungi
Sasu khadi khadi khadi mora
Ghunghata uthaye
Dekhe mohe jiya bhare kaha
Balihari jaye
Bole sasur badi pari bahu
Hum chun ke laye
Hoke magan mai bhi khushi khushi
Moti rujhave
Kahve nandiya bhabhi to bhaiya
Mai to chura le jaungi
Saiya ke gavo me taro ki chhav me
Banke dulhaniya jaungi
Mohe bhai resham ke jode
Pal pal khanke chandi ke tode
Bala devra aa pichha na chhode
Achra khenche baiya marode
Kahebe jethani mai tohe
Sone ke jhumke laungi
Saiya ke gavo me taro ki chhav me
Banke dulhaniya jaungi
Layi more piya tore liye
Bala joban re
Kali late mori bhara bhara gora
Badan re
Garva mohe laga laga piya
Bhari di jo man re
Pyasi mai na rahu kasam tohe
More sajan re
Jitna satave jitna fasave
Utni mai wari jaungi
Saiya ke gavo me taro ki chhav me
Banke dulhaniya jaungi
Pahne payaliya ghote ki angaiya
Khud se bhi sharmaungi/
Aarti Mukherji
Shobha Gurtu
Asha Bhosle
Shobha Gurtu