Hum Bhi Rahon Mein - Salaam Memsaab lyrics | Salaam Memsaab - Hum Bhi Rahon Mein lyrics

Hum Bhi Rahon Mein is a hindi song from the 1979 movie Salaam Memsaab. Hum Bhi Rahon Mein singers are Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Hum Bhi Rahon Mein composer is Rahul Dev Burman and Hum Bhi Rahon Mein lyricist or song writer is Majrooh Sultanpuri. Hum Bhi Rahon Mein music director is Rahul Dev Burman. Hum Bhi Rahon Mein features Tom Alter, Asrani, Yogeeta Bali, C.S. Dubey, Sunil Dutt, Rishi Kapoor, Leela Mishra, Keshto Mukherjee, Ranjeet, Arvind Rathod, Rehman. Hum Bhi Rahon Mein director is and the producer is . The audio of Hum Bhi Rahon Mein song was released on null by Saregama. Hum Bhi Rahon Mein YouTube video song can be watched above.


Aye ha ….
Are ha re ha ha ha ha
O le lo le lo dua kisi bekarar ki
Hum bhi rahon mein khade hain
Yaar idhar dekh lo
Hum bhi rahon mein khade hain
Yaar idhar dekh lo
Jaane mann pyar se ik nazar dekh lo
Hum bhi rahon mein khade hain
Yaar idhar dekh lo
Jaane mann pyar se ik nazar dekh lo
Hum bhi rahon mein khade hain


Hum dukho ke pale hain
Ha magar dilwale hain
Ek nazar pe lut jaaye
Aise hum matwale hain
Apne ho ya begane
Hum to sab ke deewane
Har gale mein baaho ke
Haar humne daale hain
Ho yahi to hain jaliya o pyar ki
Aanewalo aanewalo mere
Dil ka nagar dekh lo
Jaane mann pyar se ik nazar dekh lo
Hum bhi rahon mein khade hain


Dil ka saathi hain jab dil
Kaisa rasta kya manzil
Chal pado to rasta hain
Thehar jao to manzil
Rang yeh bazaaro ka
Roop yeh dildaro ka
Jo nazara dekho hain
Chum lene ke kabil
Ho hawa khane walo
Mere gulzar ki
Kya ho thoda sa aye bhai
Kya ho thoda sa
Hume bhi agar dekh lo
Jaane mann pyar se ik nazar dekh lo
Hum bhi rahon mein khade hain


Hum to chahat se haare
Phirte hain maare maare
Tum raho haste baste
Saath ho chanda taare
Phir yuhi jaane jana
Kal kahi pe mil jana
Hum chale gaate nagme
Khush raho tum bhi pyare
O jao luto maze shyam hain bahar ki
Jaate o mamu
Jaate ho sake to idhar dekh lo
Jaane mann pyar se ik nazar dekh lo
Hum bhi rahon mein khade hain


Ho kisi rut ka badal
Geer ke phir khul jata hain
Ho andhera jaisa bhi
Akhir ras dhal jata hain
Dil sada jisko dhunde
Mamta jisko dhunde
Kho gaya ho jo koi
Ik deen mil jata hain
Ho suno rukti nahin rut intzar ki
Hum bhi rahon mein
Hum bhi rahon mein khade hain
Yaar idhar dekh lo
Jaane mann pyar se ik nazar dekh lo
Le lo le lo dua kisi bekarar ki
Hum bhi rahon mein khade hain
Yaar idhar dekh lo
Jaane mann pyar se ik nazar dekh lo
Hum bhi rahon mein khade hain
Hum bhi rahon mein khade hain
Yaar idhar dekh lo
Jaane mann pyar se ik nazar dekh lo
Hum bhi rahon mein khade hain
Yaar idhar dekh lo
Jaane mann pyar se ik nazar dekh lo
Hum bhi rahon mein khade hain
Yaar idhar dekh lo
Jaane mann pyar se ik nazar dekh lo.



Movie/album: Salaam Memsaab
Singers: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Music Label: Saregama
Starring: Tom Alter, Asrani, Yogeeta Bali, C.S. Dubey, Sunil Dutt, Rishi Kapoor, Leela Mishra, Keshto Mukherjee, Ranjeet, Arvind Rathod, Rehman
Release on: null
1. Who is the music director of the song Hum Bhi Rahon Mein
Ans: Hum Bhi Rahon Mein song music director is Rahul Dev Burman
2. Who is/are the singer/singers of the song Hum Bhi Rahon Mein
Ans: Hum Bhi Rahon Mein song singers are Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Hum Bhi Rahon Mein
Ans: Hum Bhi Rahon Mein song composer is Rahul Dev Burman
4. Who is the Lyricist of the song Hum Bhi Rahon Mein
Ans: Hum Bhi Rahon Mein song lyricist is Majrooh Sultanpuri
5. What is the movie of the song Hum Bhi Rahon Mein
Ans: Hum Bhi Rahon Mein song is from Salaam Memsaab
6. Who wrote the song Hum Bhi Rahon Mein
Ans: Hum Bhi Rahon Mein song is written by Majrooh Sultanpuri

Find other songs in - Salaam Memsaab

1
Hum Hain Tumhaare Tum Ho

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

2
Zara Si Baat Pyaar Ki

Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

3
Mera Dil Deewana

Asha Bhosle

4
Kahiye Kaisa Mizaj Hai Aapka

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

5
Hum Bhi Akele

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

7
Tum Bhi Meri Jaan

Asha Bhosle

8
Tera Kaha Maine Kiya

Asha Bhosle

9
Na Sharab Se

Bhupinder Singh, Mohammed Rafi

10
Jaanewale Sunta Ja

Kishore Kumar