Haye meri nazaro mein
Mohabbat ka khumar aa hi gaya
Dil ko aana tha kisi par
Ek bar aa hi gaya
Pyar na karne ki kasme
Khayi thi meine magar
Aaj tum jab samne aaye
To pyar aa hi gaya
Tum khud ko dekhte ho
Sada apni nazar se
Tum khud ko dekhte ho
Sada apni nazar se
Dekho meri jaan khud ko
Kabhi meri nazar se
Haye meri nazar se
Tum khud ko dekhte ho
Oye hoye hoye hoye
Yeh reshmi zulfen aa ha ha
Yeh reshmi zulfen
Tere kandhe pe zukadu
Bikhari hui iss raat ko
Mein aur sajadu
Mein aur sajadu
Matwala banadu tujhe
Matwala banadu tujhe
Matawali nazar se
Dekho meri jaan khud ko
Kabhi meri nazar se
Haye meri nazar se
Tum khud ko dekhte ho
Tan bhul sabha hoke
Latak jaise ho dali
Mein roop ka ek bag hu
Tu bag ka mali
Mein roop ka ek bag hu
Tu bag ka mali
Mere bag ka mali
Rakhwali karo tum meri
Rakhwali karo tum meri
Duniya ki nazar se
Dekho meri jaan khud ko
Kabhi meri nazar se
Haye meri nazar se
Tum khud ko dekhte ho
Oye hoye hoye hoye
Deewani hu teri aa ha ha
Deewani hu dildar ke
Raste mein khadi hu
Dil tod de ya jod de
Kadmo mein padi hu
Kadmo mein padi hu
Likh de meri taqdeer zara
Likh de meri taqdeer zara
Apni nazar se
Dekho meri jaan khud ko
Kabhi meri nazar se
Haye meri nazar se
Tum khud ko dekhte ho.
Ghulam Mohammad
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Sudha Malhotra, Suman Kalyanpur
Dilraj Kaur
Dilraj Kaur, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Dilraj Kaur
Dilraj Kaur
Dilraj Kaur, Mohammed Rafi